mistletoe
amarbel (mistletoe) se kayi tarah ke swastha laabh hai..ise cancer jaise bimariyo ke ilaaj me acha mana jata hai iske alawa madhumeh roog ki rooktham karne or swash sambhandi samasyayoo ko thik karne me bhi amarbel upyogi hai..dimaagi swastha ke liye yeh hurb achi hoti hai iske fullo ka gulkand banakar khane se yaaddashta teej hoti hai sath hi twacha sambhandi pareshaniyo ko thik karne me bhi amarbel upyogi hai..iske patto ko ubalkar sujan wali jagah par lagaye jisse sujan kam hojati hai oral health ke liye bhi iska upyog kiya ja sakta hai iske patto ke rus me sada namak milakar danto ka pilapan dur hojata hai ..aaye iske health benifits par dhyan se or aazmaye..
*cancer ka treatment -
cancer jaise bimariyo ke ilaaj ke liye amarbel ka upchaar bahut asardar mana jata hai amarbel cancer ke treatment me kaam li jane wali kimotherepi ke dushprabhawo ko bhi kam karti hai isi tarah ke or shodh se yah samne aaya hai ki amarbel ka aarkanti-cancer activity me mahatpuran bhumika hai..
*blood presure -
low blood presure ki samasya dur karne me bhi amarbel ka aark asardar hai isse cardio wescular system ko majbuti bhi milti hai..iske alawa amarbel ka aarak hyepartetion ka risk kam karke stroke , heart attack or coronary heart disease ki roktham me bhi sahayak hai sath hi heart me blood circulation ko bhi thik karta hai ..ayurveda me bhi iska upyog hota hai..
*emyunan system hoga strong -
iska sabse mahatpuran swastha laabh yah hai ki isse roog -pratirodhak shamta badati hai isi wajah se yeh cancer ke treatment me bahut acha man jata hai isse sharir ko sankraman se ladne me majbuti milti hai darasal iske antibacterial , antioxcident or antiviral gunoo ke karan emyunity boost karne me yeh sabse asardar hurb mani jati hai..
*ghaav bharne me asardar -
amarbel ek antiseptical ki tarah kam karti hai isske patto ko piskar usme thoda shahad or desi ghee milakar tyaar leep ko ghaav par lagane se jaldi aaram milega isi tarah patto ko sukhakar uska paste tyaar kare..
*imflemation karegi dur -
amarbel me imflemation dur karne ka gund bhi hota hai yadi sharir ke kisi hisse me sujan aajaye tooo amarbel ke patto ko pani me ubaalkar sujan wale jagah par seek karne par aaram milta hai..
*yaaddash bhi badati hai amarbel -
amarbel me yaaddash badane ka gund bhi hota hai iske liye amarbel ke fullo ka gulkand banakar roajana sevan karna chahiye isse dimaag teej hota hai iske alawa amarbel ke aark se enginaty , annidra or tumour jaise samasyayoo ko bhi dur kiya ja sakta hai isse streas hormouns ka level kam hojata hai or mental or phiysical disorder ko dur kiya jaa sakta hai isse snoring ki samasya bhi dur hogi..
*anti-daibitiez -
ek nayi baat yeh samne aayi hai aayi hai ki amarbel hurb anti-daibities ki tarah kaam karti hai iske aark ke sevan se penkriyaaj me insulin ka swatra bad jata hai ijisse glucose ka level kam kiya jaa sakta hai isliye madhumah roog ko thik karne me amarbel ko prakratik upchaar mana jata hai..