red cabbage
yadi week me me doo ya teen baar laal patta gobhi ka sevan kiya jaye too engine ki samasya dur hojayegi..laal rang ke patte gobhi health ke liye bahut achi mani jati hai isme cancer jaise rogo ki roktham ka gund hota hai..darasal isme faitochemical, thaimin, raiboofiaum, folate, calsium, megnisium, megnis, potesium, iron, or vitamin-c, a, k, e, dietri faiber aadi dhero tarah ke poshan tatwa paye jate hai..madumeh ke rogiyo ke liye bhi laal patta gobhi ka sevan karna fayedemand hota hai iske alawa isme paye jane wale antioxident ke karan sharir ki roog pratirodhak shamta bhi badti hai sath hi motapa jaise samasyayoo ko dur karne me yah madad karta hai too aaye hum is gobhi se milne wale swastha ki charcha kare..
*cancer ka risk hoga kam -
laal patta gobhi cancer jaise bimariyo ki roktham karne me mahatwapurn bhumika nibhati hai..isme antioxident ki matra adhik hoti hai ye antioxident sharir ko free redical se bachne me shayak hote hai..ek adhyayan ye bhi hai ki laal patta gobhi ke sevan se mahilayo ko breast cancer ka risk kam kiya ja sakta hai iske alawa vitamin a fefdoo ke cancer ka risk kam karta hai..
*engine ki samasya dur hogi -
skin ko young rakhne ke liye bhi laal patta gobhi asardar hai..adarasal isme paye jane wale antioxident skin ko free redical se bachane me sahayak hai..isse umra ke sath twacha par padne wali jhuriyoo ko kam kiya ja sakta hai..iske alawa isme vitamin-a bhi bahut achi matra me hota hai..
*aankho ke liye -
ankho ke swstha ke liye bhi patta gobhi khana bahut acha hai..isme paye jane wala vitamin-a drashti samasyayoo ko dur karne me sahayak hota hai..iske alawa vitamin-a bita caroien me badal jata hai jo ki umra badne ke sath hone wali ankho ki samasya ko bhi dur karta hai baccho ko bhi is patta gobhi ka salad zarur khilaye khane ke sath..
*bone health -
haddiyoo ki vradhi or vikas ke liye bhi laal patta gobhi bahut asardar hai isme calsium, megnisum, megnij, adhik matra me paya jata hai.. jo ki aaurthorites or austiooporosis jaise bimariyo ka risk kam karta hai isse haddiyo me sujan or jakdan ko bhi kam kiya ja sakta hai..
*almaizar -
almaizar rogiyo ke laal patta gobhi ka sevan bahut hi acha hai isse yaaddashta ko bhi badaya ja sakta hai..laal patta gobhi khana mansik swastha ke liye baht fayedemand hota hai isme paya jane wala enthosainine brain health ke liye bahut acha mana jata hai..

No comments:
Post a Comment