health tips
safflower oil se milegi majbuti
*heart healthy hai kusum -
kusum ke teel me oomega-6 fetty acid bahut achi matra me paya jata hai.. ye cholesterol ke level ko santulit banaye rakhe ka kam karta hai isse heartatak , stroke ka risk kam hojata hai..iske alawa isme low seturated feet ki matra bhi bahut adhik hoti hai joo heart ke liye bahut healthy mana jata hai..
*motaapa hoga kam -
motapa kam karne ke liye bhi kusum ka teel ek upaya hai darasal kusum teel pe paye jane wale poshak tatwa sharir me wasa ko jamne ke bajaye atirikat wasa ko nashta karta hai..isi wajhse is teel ke niyamit istemal se motapa jaise samasyayo se asani se chutkara paya ja sakta hai salad me dalkar bhi is teel ka sevan kare..
*skin rahegi healthy -
kusum ke teel me lilaalik acid ki aatyadikha matra me paya jata hai joo healthy skin ke liye acha mana jata hai..is acid ki wajhse twacha par kalee daag dhabe or muhase dur hokar nayi koshikayo ka nirman badata hai yah twacha ki satah me pahuchkar poshand deta hai isse eezince ki samasya dur hojati hai..
*badti roog pratishodh shamta -

kusum ke teel me roog pratishodh badane ke gund bhi hai isse raktsanchar bhi sahi hota hai or shawas sambandhi
samasyayo ko bhi thik karta hai ..darasal isme paya jane wala oomega-6 fetty acid prostglandiss banata hai is harmon ke karan sharirik kriyaye sucharu rup se chalti hai or inuion system ko storng banata hai..
khana nahi pachta to yeh ajmaye
*aloewera -
aloewera ke niyamit sevan se pet ki kayi bimariya dur ho sakti hai..aloewera juice body se jehrile padartho ko dur karta hai aloewera ke pulp me sendha namak milakar lene se khana nahi pachne ki samasya se nijat milta hai subha khali pet iska juice pine se imyuniti system thik karta hai..
*soof -
soof me digestion durusta rakhne ki takat hoti hai..bhuni huyi soof or bina bhuni soof rojana khate rahne se pet me gas nahi banti or badhajmi se bhi nijat milti hai..
*adarak -
all types
adarak ko chilkar iska rus nikalkar nimbu ki kuch bund dalkar rojana pine se fayeda hota hai..adarak ke tukdo oar kala namak lagakar chusne se bhi apacha ki shikayat jati rahti hai..
No comments:
Post a Comment